Aasman larza zamee kanpi samandar roye
Salam
Aasman larza zamee kanpi samandar roye Qabr main maa kay liye jab Ali Asghar (as) roye Nazza main yaad jo beemar e madina aai Hichkiyan badh gai is tarah se Akbar (as) roye Tanha roti thi 72 ko Ali (as) ki beti Be rida jab hui Zainab (sa) to 72 roye Waqt e rukhsat jo Hussain (as) aaye dar e khaima par Shah Zainab (sa) se bahut dair lipat kar roye Zibh hote huway sub dekh rahi thin bahne Yeh sama dekh kay maula tah e khanjar roye Shim ka khauf hai gardan main rasan bhi hai bandhi Apne baba ko Sakina (sa) kahan ja kar roye Aise roya na kisi baap ko beta koi Jaise 40 bars Abid e (as) muztar roye Sun kay aye MIR TAKALLUM tera majlis main salam Fatima (sa) royi Ali (as) roye Payamber roye
............Zeya Abbas (Haideri)............
YouTube Search On Zeya Jalalpuri
India

Comments
Post a Comment