Posts

Showing posts from January, 2019

Salam BiBi Fatima Zahra (sa) || Chor Kar Amma Zahra (sa) Na Jao

         ( Salam ) Hai yeh nauha Hussain o Hasan (as) ka Chor kar amma Zahra (sa) na jao Peet kay sar kahen bint e Zahra (sa) Chor kar amma Zahra (sa) na jao Zulm ki inteha hai khudaya Jalta dar Fatima (sa) par giraya Zakhmi pahlu hua Sayyada ka Chor ......................................... Ro rahe hain lahed main payamber Ro rahe hain Ali (as) bhi tadap kar Bain sun kay Hussain (as) o Hasan (as) ka Chor....................................... Ro rahe hain sabhi gham kay mere Sayyada Fatima (sa) kay dulare Ho gaya ghar main kohram barpa Chor......................................... Aah royen na kyon kul khudai Bint e Zahra (sa) ki sun kar duhai Kaisa ujda hai ghar Fatima (sa) ka Chor...................................... Kyon na matam karen sar ko peeten Kyon na Zahra (sa) ki ghurbat peh royen Shab main uththa hai jiska janaza Chor...................................... Zulm kaisa yeh KAMI ZEYA hai Dhoop main qabr e khairun nis...