Posts

Showing posts from November, 2019

Jab watan apne luta qafela lai Zainab (sa) || Lyrics ||

                     Salam Jab watan apne luta qafela lai Zainab (sa) Kitni aazurda o bekas nazar aai Zainab (sa) Haal dekha jo watan walo'n ne badh kar pucha Kin sitamgaro’n ne halat yeh banai Zainab (sa) Tere hamrah gaye thay woh kahan hain sare Kya hua woh tera Shabbeer (as) sa bhai Zainab (sa) Kya bataun jo bayaba’n main qayamat tooti Daagh ghar bhar ka liye dil peh aai Zainab (sa) Lut gaya samne aankho’n kay bhara ghar sara Dekh lo waqt ki kaisi hai satai Zainab (sa) Ghar Mohammad ka tha loota jo musalmano ne Rukh peh saughaat tamancho’n ki hai lai Zainab (sa) Zulm per zulm huway hum peh watan walo’n magar Koi shikwa na labo’n peh kabhi lai Zainab (sa) Chal gaya halq peh bhai kay laee’n ka khanjar Ro kay deti rahi zalim ko duhai Zainab (sa) Sar peh chadar bhi na thi jis ka kafan de deti Bekafan lash waha’n chod kay aai Zainab (sa) Sun kay yeh seif dee’n maula se tere gh...