Abbas (as) Dekho Sham Ka Darbar Aagaya || Anjuman Jafaria Rajisterd.Mustafabad Jalalpur ||
NOHA
Pahuncha hai sham main jo aseeron ka qafela Darbar main jo hone laga un ka dakhela Ghazi kay sar ko dekh kay Zainab (sa) ne yeh kaha Abbas as dekho sham ka darbar aagaya Ghazi kay................................................... Abbas (as).................................................. Aye mere sher yaad hai Zainab (sa) ko aaj bhi Maa ka janaza raat main utha tha aye akhi Us maa ki beti lai gai hai yeh be rida Abbas (as) dekho sham ka darbar aagaya Ghazi kay...................................................... Abbas (as)..................................................... Darbar ki jo hoti hai aaina bandiyan Ab hongi pesh be kaso majboor bibiyan In qaidiyon ka sharm se hai sar jhuka hua Abbas (as) dekho sham ka darbar aagaya Ghazi kay..................................................... Abbas (as).................................................... Bhaiyya jahan main aagaya hai kaisa inqelab Sar nange jis ko dekh saka tha na aaftab Ab who bahen hai aap ki majme main be rida Abbas (as) dekho sham ka darbar aagaya Ghazi kay......................................................... Abbas (as)....................................................... Bhaiyya sambhale kis tarah Zainab (sa) jigar ko ab Ki jati hai Sakina (sa) kaneezi main jab talab Hum be kason se kitna zamana badal gaya Abbas (as) dekho sham ka darbar aagaya Ghazi kay...................................................... Abbas (as).................................................... Zalim yateem bachchi ka leta hai imtehan Is gham zada kay dil ko dukhata hai bad guman Dikhla kay sar kata hua bhai Hussain (as) ka Abbas (as) dekho sham ka darbar aagaya Ghazi kay..................................................... Abbas (as)................................................... Fizza ki ik sada peh madadgar 400 sau Nusrat ko hai khinchi hua talwar 400 sau Lekin nahi hai koi madadgar ab mera Abbas (as) dekho sham ka darbar aagaya Ghazi kay..................................................... Abbas (as)................................................... Baitha hua hai samne he takht par shaqi Lab par mere Hussain (as) kay rakhta hai yeh chadi Bhaiyya batao dekhun yeh manzar main kis tarah Abbas (as) dekho sham ka darbar aagaya Ghazi kay.................................................... Abbas (as)..................................................
Darbar main is tarah hargiz na jaugi Aur bad dua kay waste ab hath uthaungi Bint e Ali (as) ne momino jaise he yeh kaha Abbas (as) dekho sham ka darbar aagaya Ghazi kay…………………………………................... Abbas (as)…………………………………................. Bus pad gai akhi kay kate sar peh jab nazar Dekha ki bhai rota hai naiz e ki nok par Boli jigar ko tham kay woh gham ki mubtela Abbas (as) dekho sham ka darbar aagaya Ghazi kay……………………………….................... Abbas (as)……………………………….................. Rone ka kya sabab hai batao mere Hussain (as) Bhaiyya bahen ko ab to nahi hai zara bhi chain Main bar bar deti hun ghazi ko yeh sada Abbas (as) dekho sham ka darbar aagaya Ghazi kay……………………………….................... Abbas (as)……………………………….................. Awaaz di bacha lo yeh mehnat Hussain (as) ki Balon se munh chupa kay chali jao is ghadi Bhai ka hukm pate he sar ko jhuka liya Abbas (as) dekhao sham ka darbar aagaya Ghazi kay………………………………..................... Abbas (as)…………………………………................ Awaaz di na ash bahao shah e zaman Darbar main hai jane ko tayyar yeh bahen Ummul bane kay lal se phir ro kay yeh kaha Abbas (as) dekho sham ka darbar aagaya Ghazi kay………………………………..................... Abbas (as)……………………………….................. Zainab (sa) ki bekasi ho bayan kis tarah ZAFAR Bhai kay sar se rah gai kahti woh nauha gar Gham sahti aai karbobala se yeh gham zada Abbas (as) dekho sham ka darbar aagaya Ghazi kay………………………………...................... Abbas (as)………………………………….................
............Zeya Abbas (Haideri)............
YouTube Search On Zeya Jalalpuri

Comments
Post a Comment