Salam BiBi Zainab (sa) | Ghabrayegi Zainab (sa) sharmayegi Zainab (sa) |
Salam
Ghabrayegi Zainab (sa) sharmayegi Zainab (sa) Kho kar tumhen kis munh se watan jayegi Zainab (sa) Bhaiyya hai mujhe yaad teri chand si surat Ab thokaren kha kar bhi kahan jayegi Zainab (sa) Ghairat ka taqaza thi ki jati na watan ko Marzi hai tumhari to chali jayegi Zainab (sa) Akbar (as) ki phuphi hun mujhe ghairat hai watan main Jo neel hain shano peh na dikhlayegi Zainab (sa) Puchengay Sakina (sa) ko jo atfaal e madinah Batlaiye kya lab peh sukhan layegi Zainab (sa) Hai sath bahen bhai ka ta hashr aye YAWAR Jab zikr e Hussain (as) aayega yaad aayegi Zainab (sa)

Poet: Janab Yawar Sahab
............Zeya Abbas (Haideri)............
YouTube Search On Zeya Jalalpuri

India
Comments
Post a Comment