Maa jaye kay marne ki sunte he khabar Zainab (sa)
Noha
Maa jaye kay marne ki sunte he khabar Zainab (sa) Maqtal main chali aai khole huway sar Zainab (sa) Lash e se lipat kar youn ro ro kay lagi kahne Ab jaye kahan bhiayya, yeh tashna jigar Zainab (sa) Bhai ki waseeyat thi jab qatl main ho jaun Rakhna mere bachchon par, har waqt nazar Zainab (sa) Gham main Ali Akbar (as) kay itna bhi na yaad aaya Chod aai main maqtal main , do lakht e jigar Zainab (sa) Abbas (as) zara uth kar aajao tarai se Nargha hai laeeno ka, aur hai khule sar Zainab (sa) Maa jaye kay lash e par le ja kay udha deti Chadar na tere sar se, chin jati agar Zainab (sa) Woh aag shole aur woh khaimon ki taraji In aankhon se dekhe thay, jalte huway ghar Zainab (sa)
............Zeya Abbas (Haideri)............
YouTube Search On Zeya Jalalpuri
India
https://www.youtube.com/watch?v=k0tU9auQAfE

Comments
Post a Comment