Sughra (sa) ko rulata hai yeh chand muharram ka
Noha
Sughra (sa) ko rulata hai yeh chand muharram ka Jab samne aata hai yeh chand muharram ka Hum surat e Zahra (sa) se bhai kay bichadne ki Khatoon e qayamat kay ghar baar ujadne ki Rudad sunata hai, yeh chand muharram ka Kata hai gala logo sah roz kay pyase ko Pamaal hua lasha Ahmad (s.a.w.w) kay nawase ka Har ik ko batata hai, yeh chand muharram ka Tasveer dikhata hai Ahmad (s.a.w.w) ki jawani ki Har shaks ko duniya main karbal ki kahani ki Tafseer batata hai, yeh chand muharram ka Karbal ki zeyarat ko jo aankh tarasti thi Shabbeer (as) tere gham main jo aankh barasti thi Us aankh ko bhata hai, yeh chand muharram ka Imran (as) ko Shabbar (as) ko khatoon e qayamat ko Haider (as) ki qasam MAZHAR Sarkar e Risalat ko Turbat main rulata hai, yeh chand muharram ka
............Zeya Abbas (Haideri)............
YouTube Search On Zeya Jalalpuri

Comments
Post a Comment