Salam Aun o Mohammad (as)
(Salam)
Maqtal se lash e Aun o Mohammad ki aai hain Masnad peh la kay shah ne dono letai hain Kya kya lade hazaron se yeh dono rashk e mah Dil khol kay shujaaten apni dekhi hain Bole Hussain (as) pyar karo in ko aye bahen Dukhyari maa ne lashen gale se lagai hain Taskeen dil ko ho zara aankhen to khol do Kya badnaseeb maa ko yeh shaklen dekhai hain Is kamsini main jazbaye nusrat to dekhiye Kya pyare pyare jimson peh talwar khai hain Sadq e main jaun fidyaye shah e huda hain yeh Bachchon ne bhook o pyas main jane gawai hain Main dhoodh bakhshti hun yeh sub log hain gawah Dono shahzad e bhai kay mere fidai hain
............Zeya Abbas Haideri............
YouTube Search On Zeya Jalalpuri
India
https://www.youtube.com/watch?v=MedsIlD6FA4

Comments
Post a Comment