Salam Hazrat Ali Asghar (as) ll Aye maa tum mujhe pass bula lo mujhe pyas satati hai
(Salam)
Aye maa tum mujhe pass bula lo mujhe pyas satati hai turbat se Ali Asghar (as) ki awaaz yeh aati hai yaad aaye bahut mujh ko tera jhoola jhulana haye kabhi seene se laga kay tera loori sunana jab rait garam pyari maan, mere tan ko jalati hai aye maa............................................................. hai pyas ki shiddat se gala sookha pada hai haye hai zakhmi gala usmain maa dard bada hai turbat main akela hun main, tanhai darati hai aye maa............................................................. jhoole main pada Asghar (as) din raat hai roya haye jab pyas bujhi iski to phir chain se soya maqtal main Sakina (sa) phir kyon, mujhe dhoodne aati hai aye maa.......................................................................... darwaze peh khaima kay yeh ik bibi khadi hai haye mud mud kay jo maqtal ki taraf dekh rahi hai ik khoon bhare chole ko aankhon se lagati hai aye maa............................................................ woh sham e ghareeban ko ajab zulm hua hai haye sar nage thi har ik bibi har ik khaima jala hai Abbas(as) ka Saniye Zahra(sa) haye farz nibhati hai aye maa........................................................................ Akhtar yeh hawaon ne jo paigham diya hai haye Asghar (as) tujhe sughra ne bahut yaad kiya hai ik baar madine aao, beemar bulati hai aye maa..............................................
Poet: Janab Akhtar Sahab
...........Zeya Abbas Haideri............
YouTube Search On Zeya Jalalpuri
India
https://www.youtube.com/watch?v=qy4AkQFWVDY

Comments
Post a Comment