Tashna Lab Mazloom Sarwar Alwida
(Salam)
Tashna lab mazloom sarwar alwida Fatima Zahra (sa) kay dilbar alwida Shan e majlis tha tumhara zikr e gham Raunaq e mehrabo mimber alwida Hai jawani bhi wabaal e zindagi Ab tumhare gham main Akbar (as) alwida Lijiye Aoun o Mohammad ab salam Sabera Zainab (sa) kay dilbar alwida Dil se ab naqsh e wafa mitta nahi Jao Abbas e (as) dilawar alwida Majlison main hum ko rota chod kar Muskurate jao Asghar (as) alwida Ab na Zainab (as) jaogi tum sar khule Nazr hai ashko'n ki chadar alwida
............Zeya Abbas Haideri............
YouTube Search On Zeya Jalalpuri
India
https://www.youtube.com/watch?v=6-0NO7Ez1ws

Comments
Post a Comment