Manqabat Bibi Fatima Zahra (sa)
(Manqabat)
Aainaya e Jamal e Payamber Hain Fatima (sa)Zauja Ali (as) Ki Shafaye mahshar Hain Fatima (sa)
Hooro malaika Nahi dono jahan main
Hum Madha kha'n bhi aap Kay naukar Hain Fatima (sa)
Maula Hassan (as) Hussain (as) Hain shahzada e jina
Shauhar tumhare fatahe khaibar Hain Fatima (sa)
sabit hua yeh biz ato minni se dosto.
Wahj e sukoon e qalb e payamber Hain Fatima (sa)
Kami likhe Jo manqabat usko padhe Zeya
Dono he aap Kay yeh sukhanwar Hain Fatima (sa)
Poet:Kamran Kami (Pakistan)
............Zeya Abbas Haideri............
YouTube Search On Zeya Jalalpuri
India
Comments
Post a Comment